Andaaz tumharay jaisa thaa…

Iss baar bhi baarish khoob hui,
aur baadal toot kay barsa thaGaliyaan, koochay jal-thal thay,
par soch ka sehr’aa payasa thaBand darwazon kay shishoon par,
jab boondon nay yun dastak deeEhsaas hua tum aaye ho,
Andaaz tumharay jaisa thaa…!
Forwarded by Usman Latif


:) its awsssssssummmm out there , great pic.
Beautiful words to go with it :)
Thanks for featuring my forwarded poetry.
:)